SEENAY main DIL hai , DIL main DARD HAI
DARD main NASHA hai , NASHAY main TANHAI hai
TANHAI main AARZOO hai , AARZOO main HASRET hai
HASRAT main UMEED hai , UMEED main YAQEEN hai
YAQEEN main KHYAAL hai , KHYAAL main TASUWAR hai
TASUWAR main aik TASVEER hai , TASVEER main TOU hai
TUJH main aik ADAA hai , aur yeah ADAA mujhay PASAND hai
from http://www.apnamaza.com/Ghazal1.htm
Toot Jaate Hain Sabhi Rishte Magar
Dil Se Dil Ka Raabta Apni Jagah
Dil Ko Hai Tujh Se Na Milne Ka Yaqeen
Tujh Se Milne Ki Dua Apni Jagah
Mast Nazron se dekh lenaa tha
Agar tamanna thi aazmane ki
Hum to behust youn hi ho jaate
Kya zaroorat thi muskurane ki
Chehrey Per Banawat Ka Gussa,
Aankhon Say Chalakta Pyar Bhi Hai,
Is Shauq-E-Ada Ko Kya Kahiye
Inkar Bhi Hai Iqraar Bhi Hai.
Meahkadde Ki Tarif Nai Jatte,Meahkashi Behisab Karte Hai
Doob Kar Un Ki Ankhoun Mai,Roz Shug-le Sherab Karte Hai
Tum Mere Nazron Main Aise Jaise Phoolon Main Gulab Hain
Tum Ko Main Na Bhool Paaonga Kyounke Tum Mera Intikhaab Hain
Aankho Pe Ghamoun Ke Pehre Hain,Zakham Jigar Ke Gehre Hain
Faryad Karain To Kis Se Karain , Dunya Wale To Behre Hain
Mohabbat Ki Azmat Ko Ruswa Na Kiya Ham Nein
Dhoke To Bohot Khaae Ham Ne, Lekin Dhoka Na Diya Ham Nein
Kaha Aake Rukhne The Raaste…..Kaha Mour Tha Use Bhool Jaa
Wo Jo Mil Gaya Hain Use Yaad Rakh, Jo Na Mila Use Bhool Jaa
Ashko Ko Na Kabhi Aankhon Ka Pani Kehna Balke Is Ko Gham Ki Kahani Kehna
Jis Ki Khooshboo Ho Sirf Ek Raat Ke Liye, Us Ko Na Raat Ki Rani Kehna
Dil Ne Tere Pyaar Par Majboor Mujhe Kar Diya
Is Jahan Ki Har Khooshi Se Dhoor Mujhe Kar Diya
Jis Qadar Chaha Tha Dil Ne Paas Tere Aane Ka
Us Qadar Dunya Ne Tujh Ko Dhoor Mujh Se Kar Diya
Mere Liye Sharab Ko Choona Haram Hain
Lekin Teri Nigah Pilaae….. To Kya Karoon
Soorat Main Apni Bhool Gaya Tujhe Dekh Kar
Har Aainey Main Tu Nazar Aae To Kya Karoon
Tuj Ko Chaha Bi To Izzhar Na Karna Aya
Kat Gai Umer,Humain Piyar Na Karna Aya
Tum Ne Manga Bi Karna AyaAger Kuch To Judaie Mangi
Aur Hum The Humain Inkar Na